Social Media Follow Icons Blogger Mai Kaise Add Kare-Hello dosto apka swagat hai apki apni chauhan all tech website mai.Mai hu apka dost GS Chauhan.Chaliye aaj kush naya jante hain.
Dosto aajkal internet per shayad hi aisi koi website ho jis per social media follow icons ka tab na ho.Kyunki social media tab lagane se unki apne users tk reach badati hai.Lekin jab koi naya blogger apne blog per social media ka tab lagana jata hai to vo google per search karta hai ke social media tab kaise lagaye per usse jo results show hote hai unme se laghbhag sabhi websites social media tab banakar lagane ki izazat deti hai lekin vo us social media tab mai apni website ka link de deti hai agar aap unka link remove karne jaate hai to vo apko social media tab ke liye paise dene ko kehati hai.
Lekin dosto apko social media icon tab lagane ke liye koi bhi paisa dene ki jaroort nahi hai kyunki aaj hum apke liye bilkul free social media icons ka html code lekar aye hai
Steps:
1. Apko nicche diye code ko copy karna hai.
2. Ab apko apne blogger ke Dashboard mai jakar Layout per click karna hai.
3. Sidebar mai jaakar Add Widget per click karna hai aur HTML/Java script chunana hai.
4. Code mai sirf "#" ki jagah per apna social link dena hai.
5. Save arrangment per click kijiye.
Maine nicche lagbhag sabhi social sites di hai.
0 comments:
Speak up your mind
Tell us what you're thinking... !